Ishara De Silva Ishara De Silvaさんが追加
(FEMALE)
Am Em
Tum yaad aao toh parvah nahin
F G
Humko bhula do toh shikva nahin
Am Em
Duniya zamaane mein behlaana ho dil toh
F G
Milta yahan kya nahin..
F G Am
(Tum mere na huye na sahi
F G Am
Tum mere na huye na sahi) ×2
(MALE CHORUS)
Em
Khudaya ve khudaya ve
F G
Kyon maine dil lagaya ve
Am Em
Lahoo aankhon se aaya ve
F G
Khudaya ve khudaya ve
(ANTARA)
Am Em
(Itne gaye guzre bhi hum nahin
F G
Ke gir ke sambhal na sakein
Am Em
Aadat thhe tum, meri qismat nahin
F G
Ke jisko badal na sakein) ×2
Am Em
Bhar na sake waqt ke saath jo
F G
Ye zakhm utna bhi gehra nahin
Am Em
Toota hai dil phir bhi itna nahin ke
F G
Judega dobara nahin
F G Am
(Tum mere na huye na sahi
F G Am
Tum mere na huye na sahi) x3
(MALE CHORUS)
Em
Khudaya ve khudaya ve
F G
Kyon maine dil lagaya ve
Am Em
Lahoo aankhon se aaya ve
F G
Khudaya ve khudaya ve
このコード譜の正確さは?
評価は他の人が良い譜面を見つけるのに役立ちます
ありがとう — 役に立ててうれしいです。 ありがとう — フィードバックは譜面の改善に役立ちます。
して修正を作成しましょう。
修正を読み込み中…
同じ曲の別コード譜。
この曲のあとによく演奏される曲。
してディスカッションに参加しましょう。