不明
HarmonyHunter HarmonyHunterさんが追加
Whole song: ↓ · · ↑ ↓ ↑ ↓ ↑ ↓ · ↑ · · · · ·
[Intro]
Eb
Abhi na jaao chhod kar
Bb Bb7
Ke dil abhi bhara nahi
Eb Bb
Abhi na jaao chho d kar
F Bb Eb
Ke dil abhi bhara nahi
[Verse 1]
Eb Bb
Abhi abhi to aai ho abhi abhi to
Eb Bb
Abhi abhi to aai ho
Eb Bb
Bahaar banake chhaai ho
Eb Bb
Havaa zaraa mahak to le
Eb Bb
Nazar zaraa bahak to le
Ab
Ye shaam dhal to le zaraa
Ye shaam dhal to le zaraa
Ye dil sambhal to le zaraa
Eb Bb Abm
Mai thodi der ji to lun
Eb Bb
Nashe ke ghunt pi to lun
Eb Bb
Nashe ke ghunt pi to lun
Eb
Abhi to kuchh kahaa nahi
Bb Eb
Abhi to kuchh sunaa nahi
Bb
Abhi na jaao chhodakar
F Bb Eb
Ke dil abhi bhara nahi
[Verse 2]
Eb Bb
Sitaare jhilamilaa uthe
Sitaare jhilamilaa uthe
Charaag jagamagaa uthe
Bas ab na mujhko tok na
Bas ab na mujhko tok na
Na badhke raah rok na
Eb
Agar mai ruk gai abhi to
Bb Eb
Jaa na paaungi kabhi
Bb Eb
Yahi kahoge tum sadaa
F Bb Eb
Ke dil abhi nahi bhara
Bb
Jo khatm ho kisi jagah
Eb
Ye aisaa silasilaa nahi
[Chorus]
Eb Bb
Abhi nahi abhi nahi
F Bb Eb
Nahi nahi nahi nahi
Bb
Abhi na jaao chhodakar
F Bb Eb
Ke dil abhi bhara nahi
[Verse 3]
Eb Bb
Adhuri aas adhuri aas chhodake
Adhuri pyaas chhodake
Jo roz yunhi jaaogi to
Kis tarah nibhaaogi
Eb Bb
Ki zindagi ki raah me
Eb Bb
Jawaan dilo ki chaah me
Eb
Kai muqaam aaege jo
Bb
Ham ko aazamaaege
Eb Bb
Buraa na maano baat kaa
F Bb
Ye pyaar hai gilaa nahi
[Verse 4]
Eb Eb Bb
Haan yahi kahoge tum
F Bb Eb
Sadaa ke dil abhi bhara nahi
Bb
Haan dil abhi bhara nahi
F Bb Eb
Nahi nahi nahi nahi
[Outro]
Bb Eb Bb Eb
[Fade Out]
Bb Eb Bb Eb
このコード譜の正確さは?
評価は他の人が良い譜面を見つけるのに役立ちます
ありがとう — 役に立ててうれしいです。 ありがとう — フィードバックは譜面の改善に役立ちます。
して修正を作成しましょう。
修正を読み込み中…
同じ曲の別コード譜。
この曲のあとによく演奏される曲。
してディスカッションに参加しましょう。